Pages

Satyagrah - Satyagrah Title Song Lyrics

Satyagrah Title Song

Raghupati Raghav Raja Ram
Patit Pavan Seeta Ram


Tana nena.. Tana nena..
Tana na Tara de re na..

Satyagraha.. Satyagraha..

Raghupati Raghav Raja Ram
Patit Pavan Seeta Ram
Satyagraha..
Raghupati Raghav Raja Ram
Patit Pavan Seeta Ram

Ab tak dheeraj maanga tha
Prabhu ab dheeraj mat dena
[Prabhu ab dheeraj mat dena]

Sehte jaayein, sehte jaayein, sehte jaayein..
Aisa bal bhi mat dena
[Aisa bal bhi mat dena]

Uthkar karne hain kuchh kaam
Raghupati Raghav Raja Ram..

[Raghupati Raghav Raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kam (x2)]

Tum karuna ke sagar
Tum palan karta..
Par jo zulm hai karta woh
Kahan tumse darta..


Tum pooran parmaatma
Tum antaryaami..
Par phir kaise hoti rahti
Her pal yeh manmaani..
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati Raghav Raja Ram


[Raghupati Raghav Raja Ram
Ghaayal hai bhola insaan..(x2)]

[Ghaayal hai bhola insaan..(x2)]

[[Toot raha hai ab vishwaas
Paanch baras dhundhla aakash
Kaun dwar hum khatkaaye
Kaun se waade dohraayein
Aam aadmi kitna aam
Raghupati raghav raja ram..]]

Haan ghar se nikle hain iss baar
Tan-man-dhan sab hain taiyaar
Khali hath na lautenge
Tay karke aaye iss baar..

Ander ek sipahi hai
Jisne li angdaayi hai
Ab tak soya soya tha
Sapno mein hi khoya tha..

Bahut ho gaya hai vishraam
Raghupati raghav raja ram..

[Raghupati Raghav Raja Ram..
Raghupati Raghav Raja Ram..]

Raghupati Raghav Raja Ram
Ghaayal hai bhola insaan..
Raghupati Raghav Raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kaam..(x2)

Raghupati Raghav Raja Ram
Patit Pavan Seeta Ram...

No comments:

Post a Comment