Pages

Once Upon A Time In Mumbai Again - Chugliya Lyrics

Chugliya

Yaar mera mera..
Mera yaar yaar mujh mein, mera pyaar pyaar tujh mein

Mujhse kho gaye haan mujhse kho gaye ho tum
Teri yaadon mein haan teri yaadon mein main gum
Hanste mujhpe din mere, Raatein hi hain jo karti hain chugliyan

Mera yaar yaar mujh mein, mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein, mera pyaar pyaar tujh mein

O yaara tere naal ankhiyaan lagiyaan ki aisiyaan saaijiyaan
muhobbataan pakiyaan ki mere peechhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya..

Yaara.. [In background of above italicized line]

Ho khwab dekhe tere jaage jaage maine
Neendon pe pehra hai tera
Raat katein taare, ginte hue saare
Chand mein chehra hai tera

Raaton ki saza ho, subah ka nasha ho tum
Teri yaad mein haan teri yaad mein main gum
Hanste mujhpe din mere, Raatein hi hain jo karti hain chugliyaan

Mera yaar yaar mujh mein, mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein, mera pyaar pyaar tujh mein

Hon, karenge bahane milne ke saare, par ab miloge tum kahaan
Aayenge chhoo ke ghar kab tumhare
Aur hum jalenge khaamakhan
Sanson mein ghula ho pyaar ka dhuaan ho tum

Teri yaadon mein haan teri yaadon mein main gum
Hanste mujhpe din mere, Raatein hi hain jo karti hain chugliyan

Mera yaar yaar mujh mein, mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein, mera pyaar pyaar tujh mein

O yaara tere naal ankhiyaan lagiyaan ki aisiyaan saaijiyaan
muhobbataan pakiyaan ki mere peechhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya..

Mera yaar.. [In background of the above italicized lines]

Ho rul paave jaave mangda ya rang gajra laga ke mushkil
yaadon mein gaane vaane gaake peecche ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya..

Mera yaar.. [In background of the above italicized lines]

No comments:

Post a Comment